Showing posts with label Hindi Director. Show all posts
Showing posts with label Hindi Director. Show all posts

Saturday, January 8, 2011

3 Idiots- All Izz Well lyrics



Jab life ho out of control
Honthon ko kar ke gol
Honthon ki kar ke gol
Seeti bajaa ke bol

Jab life ho out of control
Honthon ko kar ke gol
Honthon ki kar ke gol
Seeti bajaa ke bol

Aal Izzz Well

Murgi kya jaane aande ka kya hoga
Aree life milegi ya tawee pe
fry hoga
Koi na jaane apna future kya hoga

Honth ghuma
Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol
Bhaiyaa aal izz well

Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well

Confusuin hi confusion hai
Solution kuch pata nahin

Solution jo mila to saala
Question kya tha pata nahin
Lyricsmasti.com
Dil jo tera baat baat pe
Ghabraaye
Dil pe rakh ke haath usae tu fuslaa le
Dil idiot hai pyaar se usko samjha le

Honth ghuma
Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol
Bhaiyaa aal izz well

Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well

Scholarship ki pi gayaa daaru
Ghum to phir bhi mitaa nahin

Agarbattiyan raakh ho gayi
God to phir bhi dikha nahi

Bakra kya jaan uski jaan ka kya hoga
Sekh ghusegi ya saala Keema hoga
Koi na jaane apna future kya hoga

To Honth ghuma
Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol
Bhaiyaa aal izz well
Lyricsmasti.com

Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well

Jab life ho out of control
Honthon ko kar ke gol
Honthon ki kar ke gol
Seeti bajaa ke bol

Aal Izzz Well

Murgi kya jaane aande ka kya hoga
Aree life milegi ya tawee pe
fry hoga
Koi na jaane apna future kya hoga

Honth ghuma
Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol
Bhaiyaa aal izz well

Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well

Na na na
Aree bhaiyaa all izz well
Aree bhaiyaa all izz well

3 Idiots Behti Hawa Sa Tha Woh lyrics







Movie – 3 Idiots (2009)
Cast – Aamir Khan, Kareena Kapoor, R Madhavan, Sharman Joshi, Boman Irani, Mona Singh, Parikshit Sahani, Javed Jaffrey
Director – Rajkumar Hirani
Music Director – Shantanu Moitra
Song – ‘Behti Hawa Sa Tha Woh’
Lyrics – Swanand Kirkire
Singer – Shaan, Shantanu Moitra

behti hawa sa tha woh (tha woh…)
udti patang sa tha woh (tha woh…)
kahan gaya usae dhoondo

behti hawa sa tha woh (tha woh…)
udti patang sa tha woh (tha woh…)
kahan gaya usae dhoondo

hum ko to raahein thi chalati
woh khud apni raah banata
girta, sambhalta,
masti mein chalta tha woh
hum ko kal ki fikr sataati
woh bus aaj ka jashn manaata
har lamhe ko khul ke jeeta tha woh

kahan se aaya tha woh (tha woh…)
chhoo ke humare dil ko (tha woh…)
kahan gaya usae dhoondo

sulagti dhoop mein chhaaon ke jaisa
raegistaan mein gaaon ke jaisa
mann ke ghav pe marham jaisa tha woh

hum sahme se rehte koovein mein
woh nadiya mein gotae lagata
ulti dhara cheer ke tairta tha woh

baadal awara tha woh
yaar humara tha woh
kahan gaya usae dhoondo

hum ko to raahein thi chalati
(hum ko to raahein thi chalati)
woh khud apni raah banata
(woh khud apni raah banata)
girta, sambhalta,
(girta, sambhalta, )
masti mein chalta tha woh
(masti mein chalta tha woh)

hum ko kal ki fikr sataati
(hum ko kal ki fikr sataati)
woh bus aaj ka jashn manaata
(woh bus aaj ka jashn manaata)
har lamhe ko khul ke jeeta tha woh
(har lamhe ko khul ke jeeta tha woh)

kahan se aaya tha woh (tha woh…)
chhoo ke humare dil ko (tha woh…)
kahan gaya usae dhoondo